How To Check Copyright Strike On Youtube -
Copyright Claims YouTube : Ok Jab Koi Apke Youtube Channel Par Copyright Strike Video Par Copyright Deta Hai To Usko Ham Kis Prakar se Check Kar Sakte Hai Is Article Me Yahi Janenge Sath Me Ham Janenge Ki Isko Kisne Bheja Hai Isko Remove Ham Kaise Karenge.Â
How To Check Copyright Strike On Youtube |
Copyright Claim YouTube Kaise Check Kare -Â
1- Sabse Pahle Apne Koi Browser Ko Ya Chrome Ko Open Kare.
2- Isme Youtube.com Likh Kar Search Kar Lena Hai.
3- Ab Apko Upar 3Dots Par Click Karke Apne Mobile Ko Desktop Site Me Kar Dena Hai.
4- Ab Apko Apne Profile wale Option Par Click Karna Hai. Mere Kahne Ka Matalab Hai Ki Jisme Apne Jo Channel Wala Logo Hai Us Par Click Karna Hai.
5- Ab Yaha 1st Me Your Channel Dikhega Uspar Click Kar Dena Hai.
6- yaha Par Customise Channel Par Click Karna Hai.
7- Open Hone Ke Baad Ek Naya Page Khulega Apko Yaha Se Video Manager Par Click Karna Hai.
8- Ab Apke Samne Apki Sari Video Open Ho Jayegi Ab apko Filter Par Click Karna Hai.
9- Ab Apke Samne 6 Option Dikhne Ko Mil Jayenge Apko Copyright Claims Par Click Karna Hai.
10- Ab Yaha Apko Parne Channel Wala Video Par Dekhne Ko Mil Jayega Ki Youtube Par Copyright Claims Hai Ya Nahi. Agr Nahi Rahega To Apko Yah Kuchh Bhi Show Nahi Karega Agr Hoga To Wo Bhi Apko Dekhne Ko MIl Jayega.
Copyright Strike Kisne Bheja Hai Kaise Dekhe -
Sare Upar Ka Process Karne Ke Baad Apko Apne Video Ko Schroll Down Karna Hai Apke Jis V Video Par Strike Hoga Apko Dekhne Ko Mil Jayega Apko Sabse Pahle Uskar Click Karna Hai Aur Apke Sammne Uska Claimant Dekhne Ko Mil Jayega Waha Par Email Jo Hai Dekhne Ko Mil Jayega Ap Uss Pouple Se Email Par Baat Kar Sakte Hai. Aur Jan Sakte Hai.
How To Remove Copyright Strike Youtube - Hindi
Saare Prossess Upar Ka Karne Ke Baad Apko Jaha Se Email Mila Hai waha aane Ke Baad Apko Sabse Right Side Me Request Retraction Dekhne Ko Mil Jayega Apko Uspar Ek Baar Click Kar Dena Hai.
Retract a Claim Of Copyright Infringement Dekhne Ko Mi lJayega Apko Schroll Down Kate Hua Niche Jana Hai.
        If You Removed A Video Par Click Karna Hai. [email protected] Is Email Par Ek Baar Click Karna Hai. Ab Aap Sidhe Apne Email ID Par Chale Jayenge Apko Yaha Se Apne Video Ke Baare Me Likhana Hia Aur Apne Upload Video Se Related Sorry Likh Kar Send Kar Dena Hai. Iske Liye Apne Video Ka Title Ke Sath Me Video Ka URL V Dena Hai Aur Send Kar Dena Hai. Â
   Â
 To Aap Is Parkar Se Apne Video Ke Copyright Claims Youtube Ke Baare Me Saari Jankari Le Sakte Hai. Bas Aap Logo Ko Yah Post Apne Dosto Ko Share Karna Hai Jo Apke Jaise Hi Video Banate Hai Aur Unko Iske Baare Me Jankari Nahi Hai.