To Dosto Aap Kaise Ho Mai Ummid Karunga Ki Aap Achchhe Honge Aaj Mai Apko Apne Liye Kuchh Aise Tips Dene wala Hu Ki Aap Kis Prakar Se Apne Dimag Ko Tej KAr Sakte Hai Apko ISi Ko Apke Sath Share Karne Wala Hu To Agr Apko Bhi Iske Bare Me Janna Hai To Is Post Ko Pura Padhe.
How To Concentrate On Studies -Â
Agr Apko Pata Hoga Ki Motivation Ek Prakar Se Hamare Liye Medicine Ban Chuka Hai Ki Agr Ham Shubah Lenge To Hi Ham Padhai Kar payenge. Yani Mere Kahne Ka Matlab Hai Ki Har Samay Apko Medicine Ki Hi Awashyakata Padegi Yani Morning, Evening, Afternoon. Apko har Samay Ek Medicine Lena Padega Lekin Ham Apko Kuchh Aise Tarike Batane Ja Rhe Hai Jisse Aap Apne is Rutetion Ko Hata Sakte Hai. Bus Apko Hamare Kuchh Step Ko Follwo Karana Hoga.
Dimag Tej Karne Ke 5 Tarike |
1-: Sabse Jaruri Bat Yah Hai Ki Jab Aap Padhayi Kar Rhe Hai To Apko Yah Dhyan Dena Hia Ki Apko Bich Me 1-2 Hours Ke Undar Hi Apko Uthna Bahut Hi Jaruri Hai Isse Apke Mind Ko Samay Mil Jayega Fresh Hone Ke Liye Aur Aap Jab Padhai Karne jaoge To Apka Mind Fresh Rahega Aur Jo aap Padhoge Uska Dhyan Apke Dimag Me Baith Jayega.
2-: Jimmedar Bane - Mere Kahne Ka Matalab Hai Ki Jab Aap Koi Kam Karte Hai To Aap Kahte Hai Ki Mai Itne Samay Tk Kam Karunga Aur Phir Mai Koi Bhi Kam Nahi Karunga Aise Hi Apko Apne Padhai Par Bhi Dhyan Dena Hai Ki Apko Har Roj 4-5 Hours Padhai Karna Hai Aur Uske Baad Thoda Sa Rest Karna Hai Aur Apne Ghar Ke Kam Me Thoda Hath Batana Hai Isse Apke Dimag Par DJyada Jor Bhi Nahi Padega Aur Apka Padhai Ke Sath Apke parents Ki Bhi Madad Ho Jayegi Aur Apka Workout Bhi.
3-: Bhojan Kitna Aur Kab Karna Chahiye - Mera Manna Hai Ki aap Bhojan Ko Apne Hisab Se Hi Kare Aur Aap Ek Student Hai To Ham Apko Yahi Kahenge Ki Aap Bhari Matra Me Bhojan Naa Kare Aur Ho Sakte To Aap Har 1/2 - 1 Hours Ke Andar Hi 1-2 Gilas Pani Piye Aap AIsa Karte Hai To Yah Apke Dimag Ko Kafi Santulit Rhkta Hai Aur Apko Kisi Prakar Ki Dikkto Ka Samna Nahi Karna Padega.
Baki Ki Jankari Bahut Hi Jald Next Post Me Apko De Di Jayegi Aap Ise Jarur Follow Kare. Aur Apna Bhavishy Sawaren.Â
Post Ko Padhne Ke Liye Dhanyabaad.