Pubg Mobile New Map 0.17 .0 Update Now (Dron Map)➨
PUBG MOBILE |
Hello friends aaj ka Hamara topic hai, Pubg Mobile New Map 0.17.0 Update, to aaj Ham aapko batane Wale Hain Ki new update mein Main aapko batane wala hun ki apko kya--kya features mil sakte hain, Aaj isi ke bare mein Puri Jankari dene wala hun, to aap se request hai, ki aap is post ko Shuru Se Lekar last Tak jaroor padhe Taki aapko is new map ke bare mein Puri Jankari prapt ho sake to Chaliye Shuru Karte Hain.
             Jaisa ki aap Jante Hain ki new year mein pubg mobile ka new update Aane Wala Hai isi ko Dhyan Mein rakhte Hue yah post likha ja raha hai to aap is post ko Dhyan purvak padane Takia ko Puri ki puri baat samajh mein a Jaaye jisse Ki is map ki puri jankari prapt ho jaye aaur use khelne aur enemy ko marne me aasani ho sake.
Pubg Mobile New Map 0.17.0 Update me kya-2 hai ➜
Jaisa ki aap Jante Hain Ki Har new season Mein Naya update Aata rahata Hai to Hamara Agla update 0.17.0 ka Aane Wala Hai To Main Aaj aapko batane wala hun he is update mein Main aapko kaun kaun se features dekhne Ko Mil sakte hain aur ismein aap ko kin kin Baton Ka Dhyan Rakhna bahut jaruri hai Jaise Jise aap aap apne inimey ko kill kar sakte hain aur uska sahit Thikana prapt kar sakte hain.
New update new featuresâžž
pubg mobile new map 0.17.0 ke is update me apko hiran (dear) dekhne ko mil sakte hai.sath hi ap inko kill karke inke mans ko paka kar ap ise khaskte hai , iske sath sath apko is seasan me diye gaye dron ki madad se ap apne enemy ki jankari prapt kar sakte hain. aur unka kill kar sakte hai. ap dron ki madad se kisi bhi inemy k jankari prapt kar sakte hain but agar apka enemy apke is dron ko agar dekh ya jan jayega to aapke is dron ko nust kar sakta hai isase dron ke thow mel rhi jankari ko prapt nahi kar sakte hain.
What is Dron kya haiâžž
jaisa ki aap jante hai ki new update me apko dron ka featurs mil rha hai iski jankari yah hai ki ap iski madad se ap kisi bhi enemy ki jankari kisi bhi place se prapt kar sakte hain. dron ek airoplane ke jaisa hota hai , but isme ap baithane ki koi jagah nahin hoti hai. isse bas aap apne enemy ki jankari prapt kar sakte hai , dron ek remote ke thow chalaya jata hai , yah bhi apke airoplane and car ke jaisa hi chalaya jata hai.Â
  ap chahe to dron ki sahayta se aap enemy ka pat laga kar ise apne pass la sakte hai ,sath hi sath apko kisi bhi prakar se use kar skte hain.
Dron ki jankari enemy ko hogi ya nahin➟
dron ek aisa plateform ho gya hai ki ap kisi bhi enemy ki (locations)jankari prapt kar sakte hain. but iski jankari enemy ko bhi ho sakti hai. kyoki yah car and motercycle ke rekh ke jaisa hi iski suchna enemy ko mil jayegi. isko dhyan me rakhte hue yah apke liye awasyak hai ki apko iski security karni hogi taki apke is dron ko enemy ko pata na chal sake.
New map new trick nowâžž
jaisa ki apko pata hai ki apki new update 1 jan 2020 ko ane wali hai. aur is update me apko bhut sare featuers dekhne ko mil jaten hain.baki ki sabhi jankari niche ki post me di ja rhi hai sortcuts ke thow.
1-Â is map me apko hiran (dear ) dekhne ko mil sakte hain. jise ap kill karke inka chicken (mans) kha sakte hai, aur apni health ko sahi rakh sakte hain. agar ap ne aisa nahi kiya to apke health slowly slowaly end hoti chali jayegi.
2-Â hiran ko pakane ke liye apko hilling ke sath sath apko lakni bhi milegi jisse ap chicken ko paka sakte hain. aur unko kha kar ke apni health ko sahi rakh sakte hai.
3-Â cock bhi dekhne ko mil sakte hai , ap ise bhi kill karke inka bhi chicken kha kar ke apni health ko sahi rkha sakte hain.isme apko two colors ke cock ( black and white ) dekhne ko milenge.
4-Â isme aapko sard air ka bhi features dekhne ko milega. isse apko apni health ke liye isme apko ek torch ke jaisa hi ek glim ( taillight, tail lamp, hurricane lamp and glim) milenge aapko ise apne sath le kar chalna hoga taki apko kibhi v prakar se apni health sahi rakh sake. apni health ko sahi rakhne ke liye iska use karna hoga agar aapne aisa nahin kiya to aap automatacy knownk ho jayenge ya apke enemy apko asani ke sath kill kar sakten hain.
    I hope apko yah post pasand aaya hogaÂ
thank you