jio group talk kya hai Puri Jankari Hindi me➨
Hello dosto aaj ki is post Mein Ham aapko jio group talk Kya Hai Iski Jankari Dene Wale Hai.jio group talk app aap to Jante Hain Ki Reliance jio Ne Jaise hi market Mein Aaya tahlaka macha Rakha Hai. Reliance jio ke aane ke bad Kafi Kuchh Badal chuka hai company Roj Aaye Din Kuchh Na Kuchh nai Leti rahti hai jisse Anya company ke a Upar iska bahut hi Asar padta hai agar main Sidha shabdon mein kahun to isane telecom sector ka ruprekha Badal Diya Hai.
Jab jio ka Sim launch Kiya Gaya tab Se Lekar Ab Tak jio ke itne Jyada fans Ho chuke hain log ki Har Koi Jio Ka Deewana Ho Gaya Har dusre Bande ke pass Ek jio Sim Jarur hai Uske bad Jio ka features phone launch Kiya Gaya, aur is Baat se aap wakif Nahin Honge ki iska features phone Logo Ko Kitna Pasand Aaya rha Hai. agar Aaj aapko Sasta internet aur Sasta calling istemal kar rahe hai, to ismein sabse bada Hath jio Reliance ka hi hai.
jio group |
Kyunki sabse pahle Grah Kaun ko behad saste Mein unlimited calling SMS aur data benefit de rahi hai Iske bad hi Kafi companiyan competition mein aur Market na Gire is vajah se a data aur calling ko Sasta kar dene Lagi Hai.
Baki companiyo ko Sasta Dena Majburi Ho Gai aur vah Sasta Nahin dete hue to Aaj aaj usko apni company band Karne Ko Aaye jaati hai aur vah Sidhe Sadak per a Jaate Hain Agar Ham kahen to Sidhe shabdon Mein Aaj Bharat mein internet Sasta hai to Sara credit Reliance jio ko hi jata hai.
Free Royal Pass Ka Giveaway Chal rha Hai Video par jane ke liye yaha click kare.
Free Royal Pass कहां Giveaway चल रहा है Free Royal Pass Wale वीडियो पर जाने के लिए यहां क्लिक करें.
Jio group talk App kya hai, iska kaise use kar sakte hai➔
To doston Aaj Ham Baat Karne Wale Hain Reliance jio ke Net Application ke bare mein Jiska Naam Hai jio group talk app ke Madhyam se jio users ko conference call kar sakte hain yani ki aap ek Sath Anek Logon ke sath group mein video calling se baat kar sakte hain aur apne call schedule bhi kar sakte hain schedule ka matlab hai hamara ki aapko 12:00 Baje kisi ko phone karna hai to aap abhi Baj raha hai 10 to time hote hi yah aap Logon Ko conference mein call kar sakti hai aur Is Tarah Se ismein bahut Sare features Hain Jiske bare mein main Aage ke post Mein bata raha hun.
To Ham baat kar rahe the jio group ke liye application ke bare mein step ke bare mein Puri Jankari Dene Ki Koshish Karunga jisse ki aap isko kaise istemal karen ise kitne seduel ise kaise download Karen baki sab aapko post ke Madhyam se Jankari dene ki koshish kar raha hu.
jio group features in Hindi ! jio ke bare mein Jankari Hindi me➞
1- agar aap jio users Hai To hi iska Labh Utha sakte hai.
2- agar aap ek jio user hai to is type ka istemal conference call karte hue kar sakte hai. Sath hi Sath aap aasani se cal ko manage kar sakte hain Kyunki iska option is available hai.
3- call Karke aap Chahte Hain Ki Ham ismein Aur Bhi members ko add kar le to aap aasani ke
sath add kar sakte hai.
4- ismein aap 10 members Ko add kar sakte hain vah bhi aaj aasani ke sath.
5- aap sunao landline number ko bhi add kar sakte hain yani ki aapka koi landline number hai
to aap use bhi is call Mein sammilit kar sakte hain iske liye sabse pahle aapko use landline
Kaun Number Ko save karna hoga.
6- aapke liye is app mein Khushi Ki Baat yah Hai Ki ki yah app aapko sirf Android user Ko
Diya Gaya Hai yani ki aap Play Store se is app ko aasani ke sath download karke iska upyog
kar sakte hain aur yah Kisi Anya platform ke liye launch nahin kiya gaya hai.
7- aap is application mein aapko Ek lecture Mod bhej diya Gaya Hai Jiske Madhyam se users
dusre usiko ki kabhi bhi use kar sakta hai lekin Baki Sabhi members sirf Sun sakte hain
Agar aapane use kiya hai to sirf aap Nahin sunenge Usi Tarah Agar dusre member mute
Karenge to Kisi Aur Ko to Hua Awaaz Nahin Sunai Dega ki lekin Baki Sabhi members ko
Hua Awaaz Sunai Dega mute Apne Kisi bhi Hak hai aapko Nahin sunna chahie main pahle
bataya tha ki yah users ko Dhyan Mein rakhte Hue Banaya Gaya Ek behtarin application hai.
How to use jio group talk app in Hindi➝
is application mein bhi aapko Agar application Jaaye Sahi upyog karna hai ismein aapko login
Karke istemal karna hota hai Jaise WhatsApp jio chat Hike aur Baki Sabhi messenger Hain
Ham aapko Iske bare Mein Kuchh Jankari de rahe hain jo ki niche ke post Mein Diya ja raha hai.
1- sabse pahle aap play store mein jaen aur is application Ko download Karen download hone
wale is app ko install Ho Jaane dijiye Iske bad aap ise open Kare.
2- Uske bad aapke Samne create profile ka option Dikhai Dega jismein aapko 3 option
Dikhai Denge upload photo, name aur jio phone number yah teenon aapko ismein create
karna hoga
3- Uske bad aapke mobile per ek message aaega aur vah message aapko automatic aapki sim
Usi phone mein Laga hoga jo aur dusre number mein Laga hoga to aap ka men use
verification code dalkar verify karna hoga.
4- Baki ka aapko same Upar Diye Gaye Sabhi Jankari bharna hoga tab aap iska aasani ke
sath upyog kar sakte hai.
Ab To aapko yah Jankari samajh mein a Gai Hogi ki jio group talk ka istemal kaise karte hain how to use jio group talk app in Hindi jio talk group app ka istemal Hindi mein kaise karen.
aapko ismein Koi pareshani ho rahi ho to aap Mein comment box Mein Jarur comment Kare.