WhatsApp status download kaise kare (videos and photos)➨
Whatsapp status |
Pubg Mobile Lite
Please subscribe my channel
Click here
agar aapne kisi friend aur relative ka WhatsApp status apne phone mein download karna chahte hain to iske liye WhatsApp aapko koi bhi option Nahin deta hai but aap apne Android mobile mein kisi dusre App Ki help se yah work aasani se kar sakte hain aur aaj ki is post mein batane wala hun ki WhatsApp status download kaise kare. apne mobile phone me photo and videos save kaise kare.
How to download whatsapp status kaise download kare➟
- agar aap bhi apne phone mein WhatsApp status Ko download aur save karna chahte hain to iske liye sabse pahle Apne Android mobile mein Explorer file app Ko download karke install karna hoga.
- ES File Explorer ko install karne ke bad Apne WhatsApp ko open Karen then Aap Jo Bhi WhatsApp status download karna chahte hain to usko last Tak pura Dekhe.
- then ES File Explorer ko open Karen aur left to right swipe Karke options ko open Karen and usmein show hidden files ko enable kar de.
- enable karne ke bad ab Apne Android mobile ki internal memory mein jayen aur WhatsApp folder ko open Kare.
- Whatsapp ke folder mein jaane ke bad media folder ko open Karen.Â
- media folder mein aane ke bad Apne status naam ka folder sabse upar Dikhayi dega.( Agar aapko yah option Dikhayi Nahin Deta Hai To Apne folder ko refresh kar len).Â
- status folder ko open Kare, open karne ke bad aapko bahut Sare last oneday ke seen kiye Huye status show Ho Jaenge.Â
- Ab Yahan Se aap apne status ko copy aur Move kar sakte hain agar aap yah Karya Nahin Karte Hain To aapke status agale Din WhatsApp status automatically delete ho jaayenge.
to main ummid kar sakta hun ki aapko yah post Pasand Aaya Hoga Jiska topic tha Android mobile mein kisi bhi WhatsApp status photo and video ko download or save kaise kare.
 Agar is post se related Kisi bhi Prakar ka question ho to aap Hamen comment box Mein comment ke through Jarur pahuncha sakte hain.
Thank you for all