Backlink Kya Hai Aur Backlink Kaise Banaye Ise Lekar Bahut Logo Me Yah Asamnjas Rahata HAi Ki Backlink Blog Website Ke Liye Kitna Jaruri Hai. Agr Aap Bhi Ek Successfull Blogger Banna Chahte HAi To Apko Yah Article Ko Pura Read Kare Isme Apko Batane Wala Hu Ki Aap Apne Blog Par High Quality Backlink Kaise Bana Sakte HAi.
Backlink Kya Hai Aur High Quality Backlink Kaise Banaye |
    Agr Aap Blog Ke Purane Custamer Hai To Apko Iske Bare Me jankari Pahle Se Hogi Apko Iske bare Me ispar bahut Kuchh Sikh Sakte Hai.
   Apne Blog Ko Success Banane Ke Liye Sabse Pahle Kam Apko Karna Hai SEO Jab Baat Blog Ki Hoto Apko khyal Aata Hai SEO Ke Bare Me Sath Me Apko Backlink.
What Is Backlink Kya Hai- HindiÂ
   Backlink Ek Aisa Link Hai Jiski Madad Se Kisi Ek Post Se Kisi Dusre Post Par Jana Hi Backlink Kahalata Hai.
What Is Backlink In SeoÂ
    Ab Apko Ham Batate Hai Ki Yah Kaise Hota Hai, Iske Liye Apko Kisi Ek Page Ya Post Ka Link Kisi Dusre Post Ke Link Ke Sath Juda Huaa Hota Hai To Ap Uspar Click Karke Susre Post Par Jana.
Backlink Ke Fayde
   Backlink Lagane Se Apko Website Ke View Jyada Badh Jayegi Aur Apko Ek Post Se Hi Jyada View Aana Start Ho Jata Hai. Aur Apki Income Bhi Jyada Ho Jati Hai.
High Quality Backlinks Kaise Banaye Hindi
High Quality Backlinks Ko Banane Ke Liye Apko Kuch Bato Ka Dhyan Dena Hoga.
Link Juice : Jab Apke Ek Web Page Ka Link Kisi Ek Article Ke Link Se Juda Hotaa Hai To Waha Se Link Par Click Karke Dusre Article Par Chala Jana Hi Juice Link Kahalata Hai.
Low Quality Link : Ye Link Wah Link Hota HAi Jo Kaise Galat Prakar Ke Site Se Ya Spam Sites Se aa Rhi Hai. IAse Link Apki Website Ko Nuksan Pahuchati Hai Isliye Aise Link Kabhi Bhi Na Cleate Kare.
High Quality Link : Yah Link Aisi Website Se Prapt Hoti Hai Jo Popular Website Hoti Hai. ISse Apke Website Par bahut Jyada Grow karne Ke Chance Hai.Â
Internal Link : Internal Link Wah Link Hota Hai Jo Ap Apne Ek Page Se Dusre Page Par Jane Liye Banate Hai. Wah Internal Link Kahalata Hai.
     Aage Mai Apko Batane Wala Hu Ki Backlink Ke Prakar.
  Apne Blog Ko Grow Karne Ke Liye Authorative Aur Apki Site Se Related Website Se Hi Backlink Mile Yani Kahne Ke Matalab Hai Ki Apki Website Jis Topic Par Hai Apko Usi Website Topic Se Related Hi Backlink Leni Hogi.
Backlink Kitne Prakar Ke Hote Hai?
Backlink Do Prakar Ke Hote Hai Ek Hai Dofollow Backlink Aur Dusra Hai NoFollow Backlink. Chaliye Iske Bare Me Aur Details Ke Sath Jante Hai.
Dofollow Backlink : Mai Apko Link Juice Ke Bare Me Pahle Hi Jankari De Di Hai. Ki Do-Follow Backlink Link Juice Ko Pass Karne Me Sahayak Hota Hai. Jo Ek Website Se Dusre Website Me Jane Ka Rasta Banata Hai.Aise Link Do-Follow Backlink Kahalate Hai.
     Do-Follow Backlink Apki Site Ki Ranking Ko Search Engine Me Badhane Me Madad Karta Hai. Isse apke Blog Ko Grow Hone Me Fayada Milta Hai.
          Link Taxt
Nofollow Backlink : Yah Kisi Prakar Se apki Site Ko Grow Nahi kar Pata Hai Yah Apke Website Par dusre Website Tak nahi Pahuch Pata Hai Juice Link Ko Pass nahi kar Pata Hai wah No-follow Backlink Kahalata Hai.
         Backlink Blog aur Website Ke Liye hamasa Se Hi Fayde mand Hota Hai. Mai Ummid karunga ki Backlink Kya Hai Aur Backlink Kaise Banaye Se Related Sari Jankari apko Samjh Me aa Gyi Hogi.
  To Aap Apne Blog Ko Google Me Ranking Ke Liye Aaj Se Hi Backlink Suru Kar Do.