Aaj Ka Hamara Topic Hai English Yani Ki English Kaise Bole (How To Speak English) Mere Kahane Ka Tatpary Hai Ki "English Bolna Kaise Sikhe" Jin Logo Ko Angregi Bolne Nahi Aata Hai To Apko Is Post Ko Pura Read Kare.
       Mai Chahta Hu Ki Mai Apko Isme Janakri Apne Tarf Se De Du Agr Apko Iske Kuchh Janakri De Du. Ki Angregi Me Logo Se Kaise baat Kare. Aap Is Article Ko Pura Read Kariye Jisme Apko Ye Janakri Samjh Aa Jaye.
How To Speak English |
How To Speak English In Hindi-
Kya aap Bhi Ek Gaav ya Yu Kahe Ki Village Se Vilong Karte Hai Aur Apko Ise Bolne Me Samshya Aa Rahi Hai.
   Aaj Ke Yug Me Englishs Mahtw Kafi Badh Chuka Hai. Har Jagah Apko Ab Englishs's Mahtw Jyada Ho Gaya Hai. Chahe Job Ho Ya Kahi Apko Baahar jana Har Jagah Par Englishs Kafi Badh Chuka Hai.
   Agr Apko Eng Nahi Aati Hai Aur Eng. Bolna Chahte Hai To Ham Apko Batane wala hu English Bolne Ka Aasan TarikaÂ
English Sikhne Ka Tarika-
Kya aap Bhi Hindi Medium Ke Chhatr/Chhatra Hai Apne Kabhi Sochh hai Eng. Bolne Ke Baare Me.To Chaliye Jaan Lete Hai English Sikhne Ka Tarika.
1-: Grammar
2-: Vocabulary ( Shabd-Bhandaar)
1-: Grammer
To Friends apko Sabse Madadgar Hogi Apki Grammer iski Madad Apko Apne Lakshya Tak Pahuchne Me Kafi Madad Karegi. Apko Iska Istemal Karna Chahiye.
      Aur Sari Janakri Isme Se Mil Jayegi Aur Aap Ko Isme Kisi Prakar ki Dikkkat Nahi Hogi.
2-: Vocabulary ( Shabd-Bhandaar)
Kisi Pouple K Sath Baat Karne ke Liye Apke Pass Lagbhag 1000-1500 Ka Vocabulary Honi Chahiye Yah apko Apne Grammar Me Hi Last Ke Pages Me milega.
English Grammar Kaise Sikhe-
Agr Aap Grammar Sikhna Chahte Hai To Apko Englishs Ek Achchhi Si Book Ko Buy Karna Hoga. Jisme Apko Sabhi Prakar Ki Jankari Mil Sake.
    Lekin Jab Aap English Me Baat Karne Ki Soch Rhe Hai To Apko Grammar Ki Mistakes Ko Ignore Karni Hogi. Kyonki Jo Bhi Aap Apne Samne wale Ko bol Rhe Hai Usko Yah Samjh Aani Chahiye.