Aaj Hum Apko batane Wale Hai Ki Aap Kaise Use Kar Sakte Hai. Google Meet .Isse Pahle Hamm Janlete Hai Ki Kya Hai Yah Meet Google .To Chaliye Jan Lete Hai Iske Bare Me
      Apko Pata Hai Ki Logo Ko Lockdown Me Logo Ko Jarurat Thi Ki Kisi Prakar Se Apne Parivar Ya Kisi Se baat Karne Ke Liye Kisi Aise App Ki Jisse ham Video Calling Baat Kar Sake.Usi Samay Yah Samne Ubharkar Aaya Google Meet
    Pahle Ise Hame Playstore Se Download Karna Hota Tha Lekin yah Ab Gmail Par Bhi Aa Chuka Hai Jisko free Me Istema Kar Sakte Hain.
Google Meet How To Use |
   Iska Istemal Ab Har Kam Ke Liye Boss Ke Sath Mitting Ho Ye Bahut Hi Kam Ka App Hai. Isse Apki Koi Bhi Meetting Miss Nahi Hogi. Aur Aap Ghar Baithe Hi Apne Sabhi Kamo Ko To Nahi Kah Sakta Lekin Kuchh Aise Kam Jo aap Ghar Baithe Kar Sakte Hai.
     Isse Ek Sath Me 1k Se Lekar 10k Tak Log Samil Ho Sakte Hai.Aur Apka Samay bhi Barbad Nahi Hoga.
What Is Google Meet Kya Hai- Hindi
     Google Meet Ek Video Conference Calling Ka Ek Achchha Platform Hai. Jise Google Ke Dwara Design Kiya Gya Hai.Iska Parsonal Istemal Ke Liye Kiya Hai.Â
     Iski Madad Se aap Apne Boss Ya Apne Service Wale Logo Ke Sath Jud Sakte Hai. Iske Liye Hi Is Video Comunication Service Ko Develop Kiya Gya Hai.
   Google Bahut Hi Jald Google Hangouts Ko Band Kar Sakta Hai.iske Sthan Par Istemal Kar Sakte Hai.Google MeetÂ
Google Meet Kahan Ka Hai-
  Google Campony Ke Dwara Banaya Gya Yah App Sanyukt Raj Amiraat Ka Hai.
Google Meet Download Kaise Kare-
    Google Meet Download Karna Chahte Hai To Apko hamare Link Par Click Kar Ke isko Apne Mobile Me Download Kar Sakte Hai Download Karne Ke Liye Yah Click Kare
    Android Ke Liye - Click Here
    iOS Ke Liye Yaha- Click Kare
Google Meet Id Kaise Banaye-
    Apko Mai Pahle Hi bata Chuka Hu Ki Aap Ab Apne Gmail Ke Right Side Me Apko Meet name Se Ek Option Hai apko Us Par Click Karke apne Dwara Sari Jankari Fill Karni Hai To Apko Usme 2 option Dekhne Ko Milenge Apko Jis Kam Ke Liye Id banani Hai aap Us Par Click Kar Sakte Hai. Aur Apni Id bana Sakte Hai.
Isme Aane Wale Option Hai-
1-: Apne Niji Ke Liye
2-: Apne business Ke Liye
Google Meet Kaise Use Kare-
   Agr Aap pahli Bar Google Meet Use Kar Rhe Hai Aur Apko Use Nahi Karna aa Rha Hai To Mai Apko Iske Bare Me Details Ke sath batane wala Hu.
Google Meet Se Video Conference Kaise Kare-
1-: To Sabse Pahle apne App Ko Open Kare
2-: Jo Apse Permission Mange To Sabhi Ko Allow Kar Dena Hai.
3-: isme Sabse Pahle Apko Sign Up Kar Ke Isme Fir Apko login kArna hai.
4-: Login Hone Ke Baad apko Ise Open Karke New Meeting Ya Meeting Code Par Click Kar Lena Hai.
5-: Apko Agr New Meetting banana Hai To New Meeting Par Click Karna Hai.
6-: Meeting Code Par aap jaise hi Click Karne ap apne Meeting Me Samil Ho Jayenge.
Ab Ap Jan Gye Honge Meeting Kaise Le.