How To Change Gmail Password : Aaj Ke Samay Me Log Apne Gmail Password Change Ko Lekar Khase Paresan Najar Aate Hai Hum Unka Solution Lekar Aaye Hai. Mobile Se Gmail Password Change Kaise Kare.
How To Change Gmail Password In Mobile Se Gmail Ka Password Kaise Change Kar
Mobile Se Gmail Password Change Kaise Kare |
1- : Iske Liye Apko Apne Mobile Ko Sabse Pahle Open Kare Aur Apne Gmail Open Kare.
How To Change Gmail Password In Vivo Phone
2-: Ab Aap Menu Ke Jakar Setting Par Click Kare.
3-: Ab Apke Jitne Bhi Gmail Id Hongi Apko Dikhne Lagegi. Apko Change Gmail Password Wali ID Ko Select Kare.
4-: Ab Apko Sabse Pahle Wale Option "Account" Ke Niche Me "Manage Your Google Account" Par Click Kare.
5-: Ab Apke Samne Ek Naya Page Open Hoga. Apko Niche Right Side Me Menu Wale Option Par Click Karna Hai.
6-: Ab Apko Fire Se Ek Naya Page Open Hoga. Apko "Security" Wale Option Ko Click Karna Hai.
7-: "Signing InTo Google " Ka Option Dikhega Usme Apko " Password " Par Click Karna Hai.
8-: Ab Apke Samne Purana Wala Password Mangega.Apne Password Likh Kar Next Par Click Kare.
9-: Ab Apko Ek Naye Page Me Aygayega Ki App Apna New Password Banaye.Â
10-: To Apko 2 Password Ka Box Dikhega Usme Apko Apna Koi Stronge Password Type Kar Ke Dusre Wale Me Apko Same Password Likhna Hai. Aur Change Password Par Click Karna Hai.
      Ab Apko Ek Massage aayega Ki apka Password SucsessFully Changed . To Aap Is Prakar Se Apne Gmail Password Change Kar Sakte Hai.