Aaj Mai Apko QR Code Ke Banane Ka Sabse Asan Tarika Batane Wala Hu Jisse Aap Apne Socia Media Ke Liye Code Taiyar Kar Sakte Hai.
QR Code Banane Ka Asan Tarika |
QR Code Kya Hai-
QR Code Barcode Ke Jaisa Hi Ek Two Deminsional Version Hai Jo Ki MROL Me Information Ko Store Karta Hai.QR Code Scanner Ko Use Karke Iski Sabhi Jankari Hasil Kiya Ja Sakta Hai.Code Ka Design Ek QR Box Ke Tarh Hi Hota Hai.Jo White Background Ke Upar Me square Black modules bana Hota Hai. Ise ham Code QR Kahte Hai.
QR Code Full Form-
QR Code Ka Full Form "Quick Response Code" Jiska Hindi Shabd Twarit Prakriya Code Hota Hai.
QR Code Kisne Banaya-
Ise Year 1994 Me Ek Japani Compony (Denso Weva) Ne Automobile Ke Kuchh Bhag Ko Janne Ke Liye QR Code Create Kiya.Yah Start Me Kuchh Karyo Ke Liye Parparik Kam Ke Liye hi Use Me Laya Jata Tha. Lekin Bahut Hi Teji Ke Sath Me Decoding Ke gati Se Sabhi Componyyo Ke Bich Masahur Ho Gya.Aur Sabhi Ka Lokpriy Ho Gya.
QR Code Kaise Banaye ? Create QR Code -
QR Code Generator Karna Koi Muskil Kam Nahi Hai Lekin Apko Ise Banane Ke Liye Kuchh Tools Aur Website hai Jiski Madad Se Aap Qr Code Generator Kar Sakte Hai. Apko Uski Jankar De Dete Hai.
1-: Sabse Pahle Apko https://www.qr-code-generator.com Ki Site Par Jana Hai.
2-:Â Ab Apko Website URL Me Koi Bhi URL Daal Sakte Hai.
3-:Â YAha Par Aap Apni Websiite, Facebook,Twitter,Istagram,Email, Mp3 & Aur Files Ko Bhi QR Code Me Add Kar Sakte Hai.
4-:Â Apko Koi Bhi QR Code Ko Generate Karne Ke Liye Apko Add Karne Ke liye Apko Create QR Code Par Click Karna Hai.
Apka QR Code Bankar Taiyar Ho Jayega.
5-:Â Aap Use Download Karke Kisi Jagah Par upload Kar Sakte Hai.
To Friens Aap Is Prakar se Apne QR Code Generate Kr Sakte Hai. Aur Ap Usko Janne Ke Liye QR Code Ko Scanner Se Scan Karke Dekh Sakte Hai.
I Hope hamari Yah Jankari Apko Samjh Me Aa Gyi Hogi Ki QR Code Kya Hai, QR Code Kaise Banaye.